Wikipedia Me Account Aur Page Banaye

Internet ki Duniya me shayad hi koi hoga jo Wikipedia ke baare me nahi jaanta hoga, Wikipedia kuch khass hai Yah ek Pustkalay ya sarvjanik park ki tarah hai. Yah ek muft Gyaankosh hai, Yah man ke liye ek mandir ki tarah hai. Ye ek aesi site hai jaha par ham Sochane, Janane Aur Hamare Gyan ko Dusaro ke saath batane ka kaam karta hai, Wikipedia Internet par 10 femas site me ek hai.
Wikipedia Account Banaye
Wikipedia founder
Wikipedia ki Shuruaat 2001 me Jimmy Wales ne ki thi. Jimmy Wales ka janm 8 Aug 1966 ko Huntvili Alabama me huaa tha. Unka pura naam jimmy donel Wales hai. Unake mitra unhe pyaar se Jimbo kahkar pukarte the.


Wikipedia Account Kaise banaye ?
Wikipedia Me Account banane ke liye yaha Click kar Wikipedia Ki Website par jaye.
Wikipedia ki Website par jaane ke baad step by Form Bhare.
 Wikipedia Account banane ke liye es Form ko bhare.
Photo ko saafh Dekhane ke liye Photo Par click kare.
1. Username:- Yaha par Aap Username type kare Jo aap Wikipedia Account ke rahana Chahate hai.
2. Password:- Yaha par ek Naya Password Type kare.
    Confirm Password:- Yaha par Duwara Password Type kare.
3. Email Address:- Es step me Email Id Type kare
Agar Aapke paas Email Id Nahi hai to yaha Click kar ke Bana le.
4. Es step me Form me Upar Diya gaya Dudla Security Code Type kare.
5. Ab Create Your Account Button Par Click Kare.
Ab Aapka Wikipedia Par account Ban Chuka hai

Wikipedia me Log in kaise kare ?
Wikipedia Page Banane se pahle Apne Wikipedia account me Log in Kar le.

Login karane ke liye yaha click kare.
Wikipedia Account me log in kare
1. Yaha par Apna Wikipedia User Name Type kare.
2. yaha PassWord Type kare.
3. Keep me Logged in (for up to 30 days) 30 dino ke liye login ke liye Box par click kare, ya chhod de.
4. Ab Login Button par click kare.

Wikipedia me Page kaise Banaye ? 
Agar Aap Apna Wikipedia Page hindi me banana Chahte Hai To Yaha Click kare.
English Me Page Banane ke liye yaha Click Kare.
 Image Full Size me dekhane ke Liye Yaha Click kare
1. Ab Agale khulane wale page me Apne Page ka Article Sahi se type kare ya Paste kare.
 Dhyaan rahe Agar aapne Hindi me page khola hai to hindi hi type kare, English me khola hai to English Article Hi Type kare
 Article kisi ka Copy na kiya hi, Agar Copy hai to Page Delite kar diya jayega.
2. Edit Summary :- Aapne Page kis Baare Me Banaya Hai yah Tipe Kare.
3. Show Preview:- Es Button par Click kar aap dekh sakte hai ki yah pej Kaise dikh raha hai.
4. Save Page:- Save Page Buttan Par Click kare.

Ab aapka Wikipedia Page Tayaar hai.
Aaj Aapne Seekha Wikipedia Account kaise kholate hai kaise login karte hai Aur kaise Wikipedia Par Page Banate Hai.
manjeet
Previous
Next Post »
Thanks for your comment